samajh na paya us lamhe ko
samajh na paya us lamhe ko,
khaab tha ya sachai thi,
dulhan ke kapde pahne hue ,
wo mujhse milne aayi thi,
dekh raha tha kush hoke ,
us jane wafa ke chahre ko,
soch raha tha man hi man,
kuch der yaha pe thahre wo,
gar thahre yaha to chain mile,
n
...Continue Reading
Teri Mushkil Na Barhaoun Ga, Chala Jaon Ga.
Teri Mushkil Na Barhaoun Ga, Chala Jaon Ga.
Ashk Aankhon Main Chupaon Ga, Chala Jaon Ga.
Muddaton Baad Main Aya Hoon Puranay Ghar Main.
Khud Ko Jee Bhar Kay Rulaon Ga, Chala Jaon Ga.
Un Mahallat Say Kuch Bhi Nahin Laina Mujh Ko,
Bas Tumhain Daikhoon Ga, Chala Jaon
...Continue Reading
DUA NAHI TO GILA DETA KOI
DUA NAHI TO GILA DETA KOI
MERI WAFAON KA SILA DETA KOI
JAB MUQADDAR HI NAHI THA APNA
DETA B TO KIA DETA KOI
HASIL-E-ISHQ SIRF EK DARD HAI
KAASH PEHLE HI BATA DETA KOI
TAQDEER ME NAHI THA AGAR AASMAN KO CHOONA
KHAAQ ME HI MILA DETA KOI
BEWAFA BHI HAMAIN
...Continue Reading
DIL k jaltey hoe zakhmo ko hawa mat dena
DIL k jaltey hoe zakhmo ko hawa mat dena
Beety lamho k kisi pal ko sada mat dena
Teri aankho k ye aansoo to anmol moti hain
Apni naadani mei tum in ko ganwa mat dena
Ab maza deney laga drd-e- mohabbat muj ko
Mujh ko is drd ki ab koi dawa mat dena
Yun na ho k
...Continue Reading
Muhabbat yaar hooti hay
muhabbat phool hoti hay,
muhabbat zehr hooti hay,
muhabbat boond bhar paani,
muhabbat dhaar hooti hay,
muhabbat dushman e jaan bhi,
muhabbat yaar hooti hay,
muhabbat jeet bhi shayad,
muhabbat haar hooti hay,
muhabbat takht hoti hay,
muhabbat
...Continue Reading
Wo muskra k dard taal deta hy,
Wo muskra k dard taal deta hy,
Kisi kisi ko khuda ye kamal deta hy.
Nazar utha k jis ko dekh le wo ek bar,
Yaqeen karo usay mushkil main daal deta hy.
